Saturday, October 15, 2011

Sunny Deol Popular Dialogues

Gadar
Yeh Musalmani Hai... Musalmani Hai Yeh... Lo ab yeh ho gayi Sikhni.. Aur ab kisine is ki taraf aankh bhi utha kar dekha, to wahe guru di sau, gardan ukhar doonga
Sunny Deol Ghayal
Ghayal: “Utaar ke phenk do ye wardi aur pehan lo balwant rai ka patta apne gale mein...Balwant Rai ke Kutton"

Damini: “Yeh Dhai kilo ka haath jab kisipe padtha hai na...toh aadmin ut-tha nahi uthh jaata hai”
Damini
Tareekh Pe Tareekh, Tareekh Pe Tareekh

Gadar: “Kin hindustaaniyon ki baat karte ho tum log....saari duniya jaanti hai humnein batwaare ke waqt aap logon ko 65 crore diye the tab jaake aapke sir pe tirpal aayi thi...sir dhakne ki aukaat nahi aur tum bandookon ki baat karte ho”
 
"Mein sirf ek police officer nahin... Main Indian hoon, Indian !!!" - Indian
 

"Bhoon Dalo Dushmanon Ko, Kaat Dalo Insaanon Ko, Aaj Hum Apne Khoon Se Dhoyeinge Tere Charan, Maa Tujhe Salaam !!!" - Maa Tujhe Salaam

4 comments:

  1. Madam ji Madam ji, agar me chahu bhi to uchal kar chand ko to nahi chu sakta na..
    Gadddar Ek Prem Katha

    ReplyDelete
  2. Very nice work. Well done!

    Would just like to point out an error in the last and third last dialogue -

    * Barsaat se bachne ki haisiyat nahin aur goli bari ki baat karte hain aap log.

    * Kaat daalo in saalon ko.

    Regards,

    Keyur

    ReplyDelete
  3. Simple correction bro .." Bhoon dalo dusmano ko , kaat daalo IN SAALO ko " . use in saalo instead of insaano .

    ReplyDelete
  4. Simple correction bro .." Bhoon dalo dusmano ko , kaat daalo IN SAALO ko " . use in saalo instead of insaano .

    ReplyDelete